Blogger me apni article view karne par nuksaan kya hai?

Blogger me apni article view karne par nuksaan kya hai?

Blogger me apni article view karne par nuksaan kya hai?

Blogger me apni article view karne par nuksaan kya hai?





Hello doato mai apka deepak yadav fir se apk sawalo ka jawab lekar aa chuka hu to aaj mai apko btaunga ki Blogger me apni article view karne par nuksaan kya hai? Dekhiye aajkal bahot se new blogger aa chuke hai internet ki duniya me jinhe blogger ki jaankari na hone par hamse sWal puchhte hai to mujhe v ek bhai ne yahi questions puchha to maine v socha ki ink jaise hajar blogger k man me ye awaj ghumta rahta hai aur sochte hai galat effect to nahi padega hamare post me to maine Google par v dekha to is questions ka koi answer nai tha to maine iska answer aapk samne rakh diya hai .

   Jaisa ki aap sabhi ko pta hi hoga google bahot bada gyata hai apaki har ek movement ki jaankari hoti hai isk pass blogger me mai bta du ki jab v aap apne post ko view karte hai to isme koi v effect aapk post par nahi padta hai par aap ye sunk chale mat jana  mai aapko  achhi jaankari dene wala huu to aap puri post pade aur samjhe . 

   Maine kaha ki aapk post par apak view karne par koi effect nahi padta hai lekin aap ye sunk Google par view pane k chakkar me khud click na kare iska bura asar v dekhne ko milta hai kyoki Google ek sath bahot click check karta hai ki kaha se ye click aaye to google ko easily pta chalta hi ki is Ip adress se bahot sare click hue hai to google apki post ki ranking ghata sakta hai sath me hi aapk addsense account par v asar pad sakta hai  google ne khud hi view ka option diya hai par Google apaki post ko achha dikhane me aur kuch sudhar karne k liye view ka option dala gaya taki aap khud apna post check kar sudhar sake ye nai ki khud hi click kiye pade ayesa karne par aapka addsense account v disapprove ho jayega.



   To aap is bat ka dhyan jaroor de ki Google aapk seo aur kuch sudhar k liye option hai na ki apak views k liye so app iska galat use na kare 


 To aapk sawal ka jwab mil gaya hoga aur agar aapko thoda v lagta hai ki maine apki problem solve ki hai to comment me jaroor btaye jiss e mujhe pta chalega ki aapki help kar pa rha hu ya nai tabhi mai blogg chala paunga aur aapki help kar paunga  aur agar apako help nai kar pa rha hu to btaye mai ye blogg karna chhod dunga kyoki mere post helpful nahi hai to mujhe nahi karni chaiye thanks everyone.

14 Responses to "Blogger me apni article view karne par nuksaan kya hai?"

  1. boht ache post hai ye thanx for sharing sir https://techkashif.com/indian-girls-whatsapp-group-links/

    जवाब देंहटाएं
  2. In this blog I get a great post please also visit my blog I post a great content https://techkashif.com/gujarat-girls-whatsapp-group-links/

    जवाब देंहटाएं
  3. This information is really useful and it helps me a lot for clearing my doubts. optix internet packages.

    जवाब देंहटाएं

thank you

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel