10 whatsapp k best hidden features tips and triks in hindi

10 whatsapp k best hidden features tips and triks in hindi

10 whatsapp k best hidden features tips and triks in hindi
10 whatsapp k best hidden features tips and triks


    hello my all friends, i am your deepak yadav and mai aaj aaplogo btaunga ki jo hamari whatsapp ki massaging apk hai usk khas feature tips and trick ko btane wala hu jisko aapko jaan kaar kafi achha lagega.
      aap sabhi ko to pta hi hoga ki whatsapp ek massaging apk hai jo pure wourld me top number ka apk hai aur isme bahot se majedaar feature hai jink bare me mai aapko btaunga aur yah apk kafi popular hai to sabse pahla whatsapp tips and tricks ki or badte hai-

1)  Hide WhatsApp group photos and videos from gallery
       is tricks ko kark aap apne group ya kisi k v chat se pic ya video ko hide kar sakte hai taaki aapki personal photoes,video other media ko koi nahi dekh payega nai to kya hota hai ki koi koi k whatsap pe media hide nahi hone k chalte aapka personal data koi aur seen karleta hai aur aapko bahot loss ho jata hai to aap is triks ko kark bahot aasani se apne parsonal media ko hide kar sakte hai.




2) Secure your WhatsApp using Fingerprint lock
   fingure print lock ka use kar apne whatsapp ko secure karna
        yah whatsapp ka sabse best feature hai jisme aapko fingure print ka option mil jata hai jisse aapki apni whatsapp ko aapke bina permission k koi v use nai kar sakta aapk fingure se hi whatsapp khulega , fingure print lock whatsaap ne kuch dino hi pahle lonch kiya hai jiska fayeda log utha rahe hai lekin whatsapp 2020 me face lock lane ki tayari me hai to chaliye aapko mai btata hu kaise fingure lock ko use karna hai sabse pahle aapko apne phoen ki setting me jana hai usk bad aapko apne privacy me jana hai aur sabse niche aapko fingure lock ka option milega usme apne fingure add kar lock kar sakte hai yad rahe ki aapka whatsapp apdate hona chaiye dusra aapka phoen fingure print sensor wala hona chaiye tavi ye feature kam karegi


3) apni stori jisko chahe usko dikhaye-
       is feature ko use kar aap apne story ko manchahe friends ko dikhaye yah whatsapp ka bahtarin features hai kyoki aap apne story me sabhi prakar k video share karte hai jinme se kuch story ko apne family ya friend ko na dikhana chahe to is option ko kark aap apna story selected person ko dikha sakte hai aur us status ko usk alawa koi v seen nai karega to chaliye mai aapko btata hu kaise ise use kar sakte hai sabse pahle aapko apne status wale line me jana hai aur sabse upar 3 dots me click karna hai usk bad status privacy me jakar aap sabse niche only share with ko select kar aap apne friend logo ko slelect kar sakte hai jinko aap apna status dikhana chaho

4) blue tick ko chhipana apna seen chhupana
      is trick se aap blue tik jo hota hai usee chhipa sakte hai taki usko lage ki aap msg seen nai kar rahe hoo ye kafi majedar option diya gaya hai whatsapp k dwara isk liye aapko sabse pahle setting me jana hoga iusk bad privacy option ko choose karna hoga usme aapko niche read reciep ka option hoga usee unable karde usk bad aapko jo v msg karega o aapk dwara seen ka tick nai dikhega jisse usee lagega ki aap una msg seen nahi kiye ho.


5) share live location any person any time
      aap whtsapp pe kisi ko v apna live location send kar sakte ho isse aap aasani se kisi ko v apna locatiob bhej sakte ho jisse other person ko aapk pas jane me koi paresaani nai hoga.
 

6) hide a whatsapp chat 
        aksar aajkal problem hoti hai ki aap apne chat ko secure rakhte hai lekin koi na koi dekh hi jata hai par aaj mai aapko ayesa option btaunga jisme aap apni personal chat ko chhipa sakte hai whtsapp me isk liye aapko sabse pahle apne phoen k kisi v chat me jana hoga aur us chat ko long press karna hoga usk bad upar me archive ka dounload k type ka nisan hoga usee dabade fir aapka msg chhip jayega jaisa image me btaya gaya hai aur chating karna hoga to aap fir se archive msg me jak chat kar sakte hai.

7) hide notification from the lock screen lock screen me phoen ka notification band kar sakte hai
            aap apni phoen k notification ko band v kar sakte hai is option dwara kavi kavi kya hota hai ki aapka phoen charge me hota hai aapka personal chat ya msg koi dekh leta hai isliye aap apne phoen k notification ko band v kar sakte hai aur apni chat chhipa sakte hai isk liye aapko notification setting me jana hai aur notification setting me jakar aap se on kar sakte hai


8) backup data in google drive  apni data google drive me save karna-
    kabhi kabhi kya hota hai ki aapka phoen reset ya gum jata hai aur aapka msg document sab gum jata hai ayese me aap apni data ko google drive me safe rakh sakte hai jisse aapka personal data safe rahe isk liye aapko setting me jak chat backup wale option me jakar ek gmail account add karna hoga jo aapka khud ka hona chaiye aur monthly backup select karle aapka chat safe rahega aur jab aap whtsaap kholenge kahi aur ya dusre phoen me to aapak sara msg aajayega.




9) set privacy option-
       privacy option k bate me lagbhag sabhi ko pta hoga fir v mai ek bar iska use bta dena chahunga kyoki yah bahot jaroori hai whatsapp me privacy option hamari jaankari chhupane k liye hai kyoki unknown log v hamari dp sabko chura lete hai isk liye yah option diya gaya hai ki aap apna profile privacy me rakhe taaki apka profile aapk jaankar friend ya aur log bas jaane isme 3 option milta hai everyone,my contact aur no body yani everyone me aapka profile har koi delh sakta hai aur no body me koi v nai dekh payega aur my contact me kewal aapk contact list me save hai unhiko dikhega.









10)   whtsapp me number change karna 
      aap sabhi ko whtsapp me number change karna to malum hi hoga aagar nahi pta hai to mai btata hu aap setting me jakar number change ka option v hota hai jisme apna bina data khoye number badal sakte hai isk liye aapko apna pahla aur bad dono nuber daljar varifie karna hoga usk bad aap notifie optin se friend logo jo v new whatsapp number ki jaan kari de sakte hai



plzz follow and support me



     

5 Responses to "10 whatsapp k best hidden features tips and triks in hindi"

thank you

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel