apne personal photo,video,document,contact ko lifetime google me save kaise kare?-3 tarike permanent save in google and app

apne personal photo,video,document,contact ko lifetime google me save kaise kare?-3 tarike permanent save in google and app

apne personal photo,video,document,contact ko lifetime google me save kaise kare?-3 tarike permanent save in google and app
apne personal photo,video,document,contact ko lifetime google me save kaise kare?-3 tarike permanent save in google and app k jariye







hello dosto mai aapka deepak yadav aaj aapka fir se swagat karta hu aur aaj mai aapko btaunga ki apne personal photo,video,document,contact etc chijo ko kaise google ya apk me permanent life time save karne ka bahtarin tarika btaunga jisse apne pic video ko permanent save kar saje taaki aap apne yad gaar chijo ko kavi na bhule.




         kavi kavi kya hota hai ki aapka phoen ya computer gum jane par ya reset ya galti se delete ho jane par aapka sara data aapse gum ho jata hai jisko dobara nai laya ja sakta aur hamara bahot bada nuksaan hojata hai aur hame paresaani hoti hai to isika upaye aaj mai aapko btane wala hu ki aap apna data ek surakhchhit jagah par sefe kar sakte hai taki hamari personal data kahi na jaye isk liye aapko mai 3 tarike btaunga jink jariye aap apna personal data safe kar sakte hai isk liye aapko bas gmail id ki jaroorat hogi jiski aapko jaroorat hogi aur dusra ek personal number jo aapk pass hamesa rahne wala hoga.


  maine bahot se tariiko k bare search kiya par mere najar me ek hi apk hai jo bahot hi achhi hai jo jio ki traf se provide kiya gaya hai jo kafi safe hai aur bharosemand v hai jis apk ka name jiocloud hai jisk jariye aap apne savi data save kar sakte hai aur ye data aapk chahte kavi v yaha se nai hatega o v original resolution me save honge jisko apa save rakh sakte hai yah jio ki traf se hone k karan adhik secure hai to chaliye isk bare me vistar se jante hai.

apne personal data jaise pic,video,document,contact etc safe rakhne ka tarika

1) jio cloud me data save karna-
            aap jio cloud me apne sabhi data save kar sakte hai jaise pic document video aadi ko to chaliye aapko vistar se btata hu sabse pahle aapko is apk ko play store se dounload karna hoga usk liye aapko play store me search me jak jio clud search karna hoga aur aapke samne ajaayeg is pic me jaisa aicon wala apk ko phoen me intall karna hoga
 usk bad aapko apne jio number se varifie karana hoga varifie karane k bad aapko apne gallry se sare pic,document,video sabhi ko is apk me save kar k rakh dijiye aur sabhi contact ko v yah jio cloud me original resolution me save ho jayega is apk me aur ye aapk marji se hi delete hoga aap chahe to password vlaga sakte hai aur agar aapka phoen gum jane par ya reset ho jane par apk dobara intall kar usi number se varifie karne se wahi pic dobara aajayega
2) google drive me pic contact ko save kar-
                      aap google drive me v sam process kar sakte hai aur apne file data  ko secure rakh sakte hai isme v kuch gb    aapko milte hai lekin isme original resolution me pic nai rahte inme save karne par kam qulity me ho jate hai isliye mai jio cloud hi use karne ko bolunga kyoki usme original quality me hi pic save hota hai 
3) google phtoes -
google ka yah apk special pic save k liye bmaya gaya hai isme gallry se pic auto backup k madhyam se save hojata hai jo hamesa k liye safe ho jata hai aapk apne gmail account me aap jab v apna gmail google phtoes me login karenge to aapka sara pic aajayega 

      to maine aapko kuch tarik btaye jisse aap apne sare pic,video,contact ko secure kar sakte hai jinhe ap kar life time safe rakh sakte hai o v free ka 
agar apko meri post achhi lagi to comment me jaroor btaye aur adhik jaankary k liye mere gmail ya contact number par msg kare mai aapka full solution karunga har chij ka ok to avi k liye byy byy friends have a good day

0 Response to "apne personal photo,video,document,contact ko lifetime google me save kaise kare?-3 tarike permanent save in google and app"

एक टिप्पणी भेजें

thank you

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel