blooging me saccess kase bane my journay in blogger sucess in hindi

blooging me saccess kase bane my journay in blogger sucess in hindi

 blooging me saccess kase bane my journay in blogger sucess in hindi

 blooging me saccess kase bane my journay in blogger sucess in hindi 




  Hello dosto mai deepak yadav aapka mere is blogg me swagat hai ummid karta hu aap achhe  honge to aj mai aapko apne blogging sucecess k bare me btaunga jisse apko kuch sikhne ko milegi aur yah post motivational post v hone wala hai to aap is post ko jarur pade taki ap v ek succsess blogger ban sakte hai ,


Dosto aajkal k jamane me log mahnat ka kam karna bilkul v pasand nai karte hai saab ghar par baithe paisa kamana chahte hai. aajkal ki duniya internet ki duniya hai aur koi v log ghar par hi kam karna chahte hai isliye aajkal bahot log  online earning karna chahte hai aur paisa kamana chahte hai to aapko online earning k bahot se tarike hai jinme se blogging ek achha tarika hai isme aap article likhkar online earn kar sakte hai maine apni dusri post me online earning ki jaankari di hai aap pad v sakte hai Internet se paise kaise kamaye maine is post me un tariko ko btaya hai jisme app online earning kar sakte hai o v ghar par isme maine blogger ki v janakari di hai to aap pad sakte hai isme se blogger bahot hi achha hai tarika hai jisme aap daliy k post dalkar earn kar sakte hai par isme kam karna asan nai hai jahir si bat hai kuch fayede k liye mahnat to karna hi hoga thoda bahot khali ghar me baithk post dalne se kuch nai hoga isk liye aapko apne blogg me daily 4 ghante kam karna jaroori hai tavi ap jaldi blogging me success ban sakte hai to chaliye mai apna blogging kya aur kaise kare btata huu,



Blogging suru karne se pahle apko thodi bahot English ana jaroori hai to aapko sabse pahle blogg bnana hoga to agar aapko blogg kaise bnate hai malum nahi hoga to aap meri ye post read kar sakte hai isme maine blogg bnane k tariko ko btaya hai mai v suru me aapki trah anjaan tha mujhe kuch pta nai tha blogging k bare me maine v article padkar blogg bnaya usk bad maine post daali par post par ek v views nahi aate the to mujhe laga bekar hai fir maine suru k kuch post dalkar chhod diyee fir maine kuch mahine bad fir isme dhyan dene ka socha too video article sab dekhk mujhe gyan mila kii blogging k bad ek domain aur hosting lene ki jaroorat hai par mere pass paise nahi hua karte the ki invest kar saku isliye maine blog par hi post likhna chalu kiya bina domain aur hosting k usk bad maine apne vebsite ko Google console se joda Google console Google ka hi ek tool hai jisme apaki link dene se Google apaki website ya blogg ko Google search ingine me dalta hai agar aapko apna seo seo google console ma karna nahi ataa to aap comment me btaye nai aapko btaunga. Usk bad meri post gogle me thode bahot rank karne lage maine maine 25 post likhne k bad kuch bahot traffic aane lage to mai adsense k liye v apply kardiya aur kuch din me aprovel v agaya aur add v show hone lage par meri website par 100 se jada views nahi ate the isliye maine aur mahnat karna chalu kiyaa isk liye maine aarticle padna chali kiya blogg se realated jisse kuch bahot janakari milte the,


Agar aap ek sucecess blogger banna chahte hai to aapko sabse pahle iska pura jankari ikathhta karna hoga tavi aap ispar kam kar sakte hai suruat me to aapko sabchij kathin lagega par aapko bad me iski jankari hone k bad asan lagega aapko ek blogg bnane k bad ek achha tamplates dale apne blogg me jisse apak blogg rank hoga agar aapko tamplate dounload karna hai to aap islink par jaye aapko seo friendly tamplates mil jayenge aap ise intall kar sakte hai usk bad aapko blogger taplattes ko fully costomise kar sakte hai jaise apne social link apne email adi ko dalkar aap apne blog ko acha sundar bna sakte hai 

Aapko daily apne blogg me 4 se 5 ghante kam karna hai usk aur har 2 din me ya daily apako 1 post dalna hai usk bad aapka blog  ko Google rank karayega kyoki Google agar aapk blogg me daily New post dekhega to aapki website ko rank karayega aur apne blog ko time time pe blogg ki seo karni hogii 
Abhi bahot si jaankariya hai jo is blog me apko nahi bta paunga kyoki post lamba ho jayega isliye aagar aapaka response achha hua to mai aapko blog ki aur details btaungaa to chaliye aapko chhoti line me sabkuch btane ka kosis karta hu ,



Sabse pahle aapko ek blogg bnana hai usk bad aapko daily Post likhna hai aur apne blogg ka seo v karna hai taki jaldi se rank ho google index ne usk bad apko apne blog ka tamplates chunna hai jo seo friendly ho taki apaka post second me lod lesake kyoki let se khulne wale url ko adhik log chhodkar chale jate hai isse aapk traffic par aasar padega isliye fast loading wali tamplate use kare usk bad aapko costomise karna hai apni tamplates ka usk bad aapko pages v bnana jaroori hai kyoki page banne se apko addsense approve milne me asani hota hai agar aapko pages bnana nai ataa to plzz boliye mai aako btaunga kaise page bnaye comment me aur follow kare taki meri har janakari aapk pass pahuch jaye


Aur ek bat jo jaroori hai btana chahta hu aapko ek sundar aur unic article likhna hoga jo jaldi se jaldi index ho google par agar aapko ek achha article likhna nahi ata to btaye mai aapko ek achha article likhna sikhaunga kyoki achha article hoga to google v aapki posylt ko search me show karayega aur aapka post rank hoga , aapko apni post likhne se pahle keywords search karna hoga aur us keywords ki puri jaankari nikalana chaiye kitne log search kar rahe hai kitni post likhi gayi hai app jitna ho sake alag post likhne ka prayash kare taki rank me jaldi ajaye aapki post me rank hone k bad aap domain lekar wordpress me v kam kar skate hai,


Mai v aapki trah hi tha par mere kosis aur mahnat k chalte aj achhi earning kar rha hua one blogg see aap v earning kar sakte hai post achha laga to commne me btaye aur follow kare kyoki aapko jaankari mil sake

8 Responses to " blooging me saccess kase bane my journay in blogger sucess in hindi "

thank you

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel