google adsense account approved kaise kare

google adsense account approved kaise kare

google adsense account approved kaise kare

google adsense account approved kaise kare?




Hello dosto ek fir se apk liye hindijaankari lekar agaya hu kamna karta hu ki app achhe honge aur aapki problem solve ho rahi hongi mai aapk liye hamesa problems k solve lata rhat hu aur aaj fir ek bar maine ek problem ka solution lekar aya hu mere bahot se bhaai bandhu hai jo blogging kar rahe hai  lekin blogging karne k liye sabse pahle usk bare me jaankari lena jaroori hai aap sabhi ko pta hoga ki blogging karne me hame aadsense ka approve lena hota hai jo kathin kaam nai hai lekin jo new bloggers hote hai oo isk bare me kam jaankari ki wajah se addsense ka approve nahi le pate hai isk liye ve bahot se article padte hai par fir v unko samjh nai ata hai ki kaise approve karaye to chaliye mai aapko btata hu ki google adsense account approved kaise kare ?


   

Sabse pahle mai apko jaankari dedu ki aap sabhi ko pta hoga avi lockdown chal rha hai corona ko rokne k liye to btana chahta hu ki agar aap avi adsense k  liye aapply na kare kyoki Google k kuch staff ko chhutti dediya gaya hai jisk chalte Google aapk adsense account ko review me nahi dal rha hai jisk chalte kuch mahine tak aapko approvel nai mil payega to aap corona khatam hone k bad hi adesense k liye apply kare aaplly karne k liye aapko kuch kuch tips hai jinka palan karna hoga to chaliye mai aapko btata hu.




High quality content hona chaiye



Aap sabhi ko pta hoga aajkal ka aajkal Google me bahot se blogger hai sabhi log baithe ghar par paisa kamane k liye blogger par kaam kar rahe hai to competition k jamane me high quality content hona jaroori hai jab tak aap High quality ke content nahi likhenge apk post search engine me nahi ane wale aur dusri bat ki aapko dusre k content churani nahi hai aagar aap copy paste karte hai to aap bhul jaiye ki aapki post Google k search engine me aayegi kyoki Google ko sab pta hota hai o easy aapki post ko dekhkar pta kar sakta hai ki copy kiya hua post hai air aapki post ko engine me nahi dalega aur kabhi v apki post rank nahi karegi. Bolte hai na content is king to aapki jitna ho sakte high quality content likhe aur kam se kam 1000 word se upar honi chaiye kyoki aajkal ka jamana competition ka hai jab tak aap auro se High quality aur adhik word me post nahi likhenge apki post rank nahi karegi.


adesnse approval kyo nai mil rha hai blogg ka 2020 ? under review kyo nai ho rha hai ?


Sufficiant content  or blog 



Aapka content aap jitna usk bare me jante hai logo ko btaye kam se kam aap 1000 word me.likhe tabi aapka post rank.me ayega aur Google dekhega ki apki post hatk hai to jaldi se approve ho jayega  isliye aapka.pura dhayan content me hona chaiye tabhi apko adsense ka approvel mil payega .




 Free Blog कैसे बनाये - Blogging सीखे हिंदी में |


User friendly post

User friendly apko article likhna hai jisse apak user ko apaka article read kar acha lage aur apk aur user k bich communication hona chaiye aap jitna v jane us post k bare me achhe se likhe taki apk user aapki post padkar use achha lage. Aur aapki puri post pade ye nai ki usko apaka kuch word achha nai laga aur bhag jayee isliye jitna ho sake aap achha likhne ka kosis kare .


Illigal content na likhe


Aapki post me kisi v prakar ka hack , casino , adult content, gambling, and drugs realeted na dale nai to us trah k post ko Google bilkul v pasand nai karta agar aap is trah ka content dalte hai to adsense apki blog ko nikal dega aaprovel nahi dega to aap is bat ka dhyan de


How to Create a Blog in Hindi



 Copyright material content na dale



Aap kisi v dusri website ki post ko copy kar apni post me na dale nai to nai to google aapki post ko reject list me daldega kyoki Google ko sab pta hota hai jab aap kavi v dusre ki copy kar apni post me dalte hai to google turant anyce kar us post ko reject kar deta hai jisse kavi v aapki website ko Google addsense ka approvel nahi milega.


vivo z1 pro k feature and review in hindi


Seo friendly and user friendly theme use kare


Aapko apni blog me ek users friendly seo friendly theme use kare jisse apko post me jada se jada traffic aayega aur Google ka jaldi se approve milega to aapko hamesa ek achhi theme hi use karni hai apni website me taki jaldi approvel mil jaye.





Apni blog me pages bnaye



Blog bnane time apko apni website me pages jaroor bnaye kyoki agar aap apni page bnate hai 
Google dekhta hai ki aapk aur aapk user k bich achha communication ho rha hai jisk chalte jaldi adsense ka approvel mil jata hai to aap apni blog me page jaroor bnaye .




Other add network



Agar aap apni post me adsense k alawa kisi aur ka add lagaye hai to aap use hata de tabhi apako addsense approve dega kyoki addsense google ka hai aur ye kisi aur add network k rahte approve nahi deta hai to aap agar lagaye hue hai dusre add ko to use remove kar apply jaroor kare aapko jaroor aaprove milega .



Domain le


Adsense approval k liye ek domain v lena jaroori hota hai par maine bina domain k kitne approve liye hai aagar aap baki kuch tik rakhte hai to apako bina domain ka v aaproval mil jayega lekin meri advise se apko ek achhi domain lelena chaiye kyoki aapki traffic me kafi help karta hai to aap domain jaroor le.


upcoming best smart phoen 2020 best price in india


Addsense approve karane k liye  dhyan dene wali jaroori bate


1) aapko blogg bnane k bad aapko sabse pahle kam se kam 20 post jaroor likhe itni post me apko aaproval mil jayega lekin apaak article 600 se 700 word me likhe taki jaldi approvel mil jaye.


2) usk bad aapko ek user friendly and seo friendly theme choose karna hai kyoki theme aapki bahot help karti hai adsense approval me .


3) aapki content saf suthri aur user friendly article hona chaiyee tabhi aapko aprovel milega  


4) aapki website me daily k 200 se upar traffic anaa jaroori hai tabhi aaproval milega.


5) aap blogg bnakar Asahi na chhode kavi v roj 1 ghnata kam se kam jaroor kam kare Google aapki activities ko dekhta hai . Jitna jada aap apne blogg me active rahenge aapko utne jada hi aaproval k chance badte hai .



6) aapko roj k roj aarticle likhte rahna hai kavi rukna nahi hai aap chahe to roj ek article post kare aapko rukna nai hai nahi to apa ek ek din k gap me v likh sakte hai

online paisa kaise kamaye ? ghar par baithe paisa kamane ka tarika



 Conclusion


Maine kuch jaroori jaankariya apako di hai ap ise follow kar  use kar aaproval jaldi le sakte hai agar meri post achhi lage to follow karna bhai log kyoki Asahi aapk liye article lekar aate rahta hu blogging me succse hona hai to jaroor follow kare aur sare kare dusro ki v help kare



2 Responses to "google adsense account approved kaise kare"

thank you

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel