SEO Friendly Article Kaise Likhe ?

SEO Friendly Article Kaise Likhe ?

SEO Friendly Article Kaise Likhe ?

SEO Friendly Article Kaise Likhe ?





Hello dosto mera name deepak yadav hai mai aapka ek bar fir se swagat karta hu aur aaj mai aapko apne blogg me achhi article likhne ka tarika btaunga aajkal bahot se logo ne blogg me kam karna chalu kardiya hai aur ayese compitition ki duniya me apna post rank karwa a bahot hi kathin kam hai to mai aapko btaunga ki kaise post likhe jo google ko achha lage aur rank me hamara post ajaaye .





Sabhi log apna article rank karwane k liye bahot se kam karte hai par safal nahi hote kyoki unko jaldi hoti hai ki aja post likhe kal wairal ho jayega parso apni income hone lagega agara ap yah sochte hai to aap bhul jau ki aap blogging ki duniya me aage bad payenge isk liye pasance rakhna bahot jaroori hai kisi v post ko rank karwane k liye roj uspar kam karna hota hai to mai topic par bat karta huu sabse pahle to mai aapko kuch galtiyo k bare me btaunga jo aap post likhne time karte

Aapki likhne time hone wali galtiya

 (1) apne post likhne time write k sabhi tool ka use nai karte hai post likhne time aapko sabhi tool ka use kar post likhe taki apaka post sundar bane  


(2)   apki post kam se kam 1000 word me hona jaroori hai tabhi aapki post rank karegii isk liye aapko ek unik aarticle likhna hoga jo minimum 1000 word me hona chaiye jisse Google ko lagega ki apka kuch hatk hai to google v apki post k rank me help karega jitni lambi apki post hogi utna hi achha response ayega,


(3)  sabse jaroori chij hai ki aap post likhne se pahle keywords search nai karte hai apne post k title ka sahi se research nai karte hai to aapko post likhne se pahle apne post k title ka keyword research karna jaroori hai tabhi apki post seo friendly hoga aur Google par jald se jald rank karegi,



(4).  Aapko ek unik article likhna hai kisi v dusre k post ko copy paste nai karna hai aur agar ap ayesa karte hai to Google aasani se aapki copy wali post ko pahchan sakta hai aur Google usko hata dakta hai isliye aap copy karne ki galti kavi na karrea khud ki article likhe aur lamba likhe aur apne readers ko achhe se samjhane ka prayash kare jisse apko post rank hogi,



(5).  Aapko ek post likhne k bad backlink bnana jaroori hai backlink se kya hota hai ki aapki post ki rank badti hai vairal hone ka jada chance hota hai isliye aap apne post ka backlink bnaye agar apko backlink bnana nahi ata hai apko jaankari chaiye backlink ki to aap comment me now aur follow  kare mai apkoa chhe se mention katlr btaunga backlink k bare me,



  Agar aap in galtiyo par dhyan dete hai to aap ek unik article likh payenge bina galtiyo ki agar aap post likhne ka tarika sudharenge to aapko rank me v fayeda hoga to chaliye mai seo friendly article likhne ka tarika btata hu 



Ek unik article kaise likhe


 Sabse pahle aapko post ka tittle dena hai jo google par rank hone jaisa keyword hi post k tittle me dale usk bad aapko niche me apne tittle ko hi heading me likhe heading ko achhe se bade aur bold kar likhe taki achhe se show ho aur padne wale ko achha lage usk bad apna introduction aur post me kya btane wale hai ye btaye jisse padkar interest jage reader me aur aapki post ko puri pade usk bad aapko achhe se samjhakar pura article likhe aur apna heading dal dal kar likhe taki achhe se samjhe samjhne wala ,

 Aur aapko apni post k bich bich me apni purani post ka link v dalna hai taki aapki post k alawa post ko padkar usko usne v padne ko man kare aur o wahi se redirect hokar aapki dusri post me pahuch jaye aur ayesa karne se sundar v dikhta hai 

Backlink bnana

Aur ek chij ki apni post ka backlink bnana jaroori hai backlink bnane se apki post k bahot se url uan jate hai jisse ranking me asani hoti hai isliye apako ek sundar article likhne k bad aapko post ka backlink bnana hai jisse Google me aapki post top number par show ho agar apko backling bnana nahi ata to aap mujhe follow kar comments box me bole mai aapk liye ek nayi post me achhe se confess kark btaunga taki aap samajh Jaye bahot se logo ko backlink bnana nahi aata isliye aap mujhe comment me bole mai aapko btaunga backlink kaise bnaye.


Content

1) seo friendly blogspot kya hota hai?
2) seo friendly article kaise likhe?
3) keywords research tool
4) anylise competitors your post realated.
5) seo friendly article k benefits
6) keywords placements.
7) best blogspost tittle.
8) seo Permalink.
9) seo friendly meta description.
10) blogspot length.
11) seo friendly images optimization.
12) add internal link.
13) add external links.
14) heading and subheadings.
15) quilty content.


1) seo friendly blogspot kya hota hai?

Seo friendly matlab ki apka post hai o saf suthri saral language me hona chaiye aur ek unik posts likhna jisko Google,Bing,yahu jaise platform asani se samjh sake aur samjh sake ki apaka post kis topic par hai aur kitna apne achhe se user ko smajhaya hai to google inhi sab bato ko dekhte hue aapki post ko top par laya hai to aapko samajh agaya higa ki seo friendly post kya hota hai to app jitna ho seo friendly article likhe taki jaldi se rank ho apaki post Google par.

2) seo friendly article kaise likhe?


Seo friendly article likhne k liye apako sabse pahle ek unik keywords find karna hoga find karne k liye aap keywords planner ya ahref tool ka use kar sakte hai isme aapko backling aur kitne compititer hai kitne log serch kartr hai google goo sabhi jaankari dedeta hai to aap achha keywords khojkar ek unik post likhe aur apne user k samne achhe se axplan kare .



3) keywords research tool


Aapko article likhne se pahle ek achha keyword chhose karna hai usk bad aapko us keyword ka sabhi jaankari lekar uspar ek unik article likhna hai aapko keywords find karne k liye ahref tool ka use karna hai yah tool paid me milta hai lekin agar aap blogging me apna career banna hai to thode bahot paise kharch karne jaroori hai nahi to aap google planne ka use kar sakte hai jisme app free me keywords find kar sakte hai.


anylise competitors your post realated.


Aap jab keyword find karne k bad apko us keyword realated sabhi post ko serch karna hai aur jo post apak keyword realated honge unk article ko dekhna hai ki kitni lambi likhi hai aur kya jaankari diya gaya hai to aap us post se jada jada likhen ka kosis kare aur unk se bahter likhe taki Google ko aapk compititer se  aapki post achhi lagegi aur jaldi rank karayega aur aap apne compititer k backlink sab v check kare aur unse jada backlink bnaye usk bad apaki post top level par rank karegi.


5) seo friendly article k benefits


Seo friendly article likhne se apaki post Google par top levels par rank karti hai kyoki aapki post seo friendly hogi to google apaki post ko dekhega aur bolega ki ye post seo friendly hai jo hamare user ko pasand ayegi isliye Google kewal SEO friendly article ko hi hamesa rank karata hai aur isse sari traffic aapk pass hi ayega isliye aap seo friendly article likhe .


6) keywords placements.

Aap apne post me keywords placement kare jab v aap post likhte hai to heading me apne keyword ko dale aur article k bich bich me v apne tittle ko dale hilight kar lekin jada na dale limit me hi Dale aur apne Permalink me v keyword ka use kAre sath hi images par v apna post ki tittle ko dale.



7) best blogspost tittle.
   
Aapko apne post ka ek unik tittle dena hai jo sabse hatk aur unik ho jis tittle se apak user aapki or aakarshit ho ayesa tittle dena hai use bad apka article Google par jaldi rank karega.


8) seo Permalink.

  Jab aap post likhte hai to apako apne post ka permalink ayesa choose karna hai jo jaldi rank kare Google par jada word ka na rakhe aapk tittle realated hi permalink choose kare  jo google par aasani se rank kare.


9) seo friendly meta description.


Aapko apne post ka meta discription dena hai yaani apne blogg k seeting me  jakar apne blogg k discription aur tittle se meta discription tayar kar usk code ko apne post k html me dale isse kya hoga aapk post aur blogg ko gogle jaldi se pahchanega.


10) blogspot length.

Jis trah maine pahle btaya ki aapka  compititer ko find karna hai unk post ko padna hai aur unse kuch bahtar likhkar apko apne user k samne rakhna hai taki apka post search me sabse pahle aye jaroori nai hai aap post ka length lamba rakhe jaroori ye hai ki ek unik post likhe auro se kuch alag hatk hona chaiye apka post , agar apka post auro se achha sundar aur unse bahtarin post hoga to apka post Google par turant ajayega.

11) seo friendly images optimization.


Seo friendly image optimization aapko apne images ka optimization karna jaroori hai jaisa ki aap sabhi ko pta hoga ki Google apak blogger par new generation wali images ko hi fast loading deta hai baki aap png format me images dalenge to loading me time lagta hai jisk chalte aapki pages ki speed kafi slow ho jati hai jisk chalte aapk ranking me asar padega to aap hamesa new generation wali images dale jisse apk blogg ki speed bani rahegi agar apko apne images ko new generation me badalna nai aata to aap comment me jaroor puchhe.



12) add internal link.

Post likhne k bad aapko apne post me apni purani post k url apne new post me jaroor interlinking kare taki aagar apka post user ko achha  laga to aapk dusre post me redirect hokar chala jayega jisse aapk post ka backlink banne ka chance v rahta hai aur aapk post ki ranking v badegi.



13) add external links.

Aapne post me aap dusre ko post ka link v add kare isse apk post ko backling milta hai sath me iska value badta hai aap famous website ka link add kare jiska search value jada ho isse aapki ki ranking badegi.


14) heading and subheadings.

Aapko apne post ka heading dalna hai achhe se hilight kar taki apka heading user ko sabse pahle dikhe aur user apki post ki or akarshit ho aur aapko apne discription me apne tittle realated keywords dale isse apki post Google par jaldi searching me aayega.


15) quilty content.

Jaisa ki mai bar bar apko kah rha hu aapka ek unic article hona chaiye sabse alag aur hatk hona chaiye kyoki Google alag post ko hi ranking me lata hai aap ek stylish new tarike se post likhe sabse alag likhne ka kosis kare tabhi apki post Google par rank karegi.


Conclusion

Agar aapko mera yah hindi jankari achha lagta hai to apa comment me bta sakte hai aur blogg realated questions puchh sakte hai mai aapka help jaroor karunga .

21 Responses to "SEO Friendly Article Kaise Likhe ?"

  1. Really nice content. Kya iss tarike ki Hindi+English = Hinglish blog, ke liye approval mil sakta hai google adsense se ya nhi. Please reply karke batayein.

    जवाब देंहटाएं
  2. आपकी कौन सी पोस्ट खो गई है मैं आपकी मदद करूंगा।

    जवाब देंहटाएं
  3. are you looking for architect in pune In this, there are a lot of options available for all people. As everyone wants to have his/her own home.

    जवाब देंहटाएं

thank you

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel